Ya Saqqa Sakina WawaylaTeray Alam Pe Sar Ko JhukaaeinJo Tujh Se Maange Voh Tujh Se PaaienTeri Ataa Ka Kya KehnaSaqqa-e-Sakina kya kehnaShabbir ke sheyda kya kehnaTera jo alam lehraata haiDil mein khayaal ye aata hai (x2)Yehi hai nishaane ishq o wafa(x2)Teray alam ka kya kehnaBaabul havaaij tera laqabPaatein hai muraadein tujh se sab (x2)Tootey huey dil ki tu hai sada (x2)Tera sahaara kya kehnaJab naam tumhaara leyta haiSaara zamaana kehta hai (x2)Jaaho hasham ka kya kehna (x2)Teray karam ka kya kehnaTu hai azaadaron ka bharamSaaya figan hai tera alam (x2)Hai aas teri ya Mola (x2)Tera bharosa kya kehnaDUKHTARAAN E HASHIM ki hai sadaSAFDAR Alam ye maango duaa (x2)Ho khaas(e) teri hum pe ata (x2)Teri aata ka kya kehnaHUSSAIN HUSSAINYA SAQQA SAKINA WAWAYLARujjatul ardhu tahta qadamikWal mahsharu aatin min nuzulik(x2)Harabal aduwu min nadharik (x2)Tasmatal aswata inda hudhurikYA SAQQA SAKINA WAWAYLAJa’arrumhu bi dhulmin wa jafaShaqqal qarbata wan tatharal maa (x2)Qata’ul yameena, wal yasaara (x2)Baqeeat Sakina-tu hayraanaYA SAQQA SAKINA WAWAYLAFanaad Al-Hussaino wa AkhaaMa baqa min nasirin yansuruna(x2)Wa laakin ridhAllah rifdhaana(x2)Innuhzam fa ghayro muhazzameenaYA SAQQA SAKINA WAWALYA
Saqqa-e-Sakina Kya Kehna
Hashmi Sisters · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.