Salaam E Akhir Pisar Ka Sunkar Hissain Maqtal Ko Ja Rahey-2Kaha ho ay mere lal akbar.Sada Ye Sarwar Laga Rahey Hai.Salam.....Negaho Me Cha Gaya Andhera.Nazar nahi Aa Raha hai Rasta-2.Kabhi Hai Girtey kabhi smbhaltey.Magar Kabhi Ladkhada Rahey hai.Salam.....Ay Lal Deykho Zami Ke Uppar.Main Girraha Hu Kadam Kadam Par-2Nahi Hai Koi Jo Dey Sahara.Pisar Ko Apney Bula Rahe Hai.Salam....Jo Lashey Akbar Pe Pahuchy Sarwar.Toh Deykhtey Hai Ajeg Manzar-2.Badan Hai Akbar Ka Khoon Me Tar.Wo Putleon Ko Hela Rahey Hai.Salam......Ye Sehne Pucha Ay Merey Dilbar.Rakhe Ho Seney Pe Hath Qeunkar.2Hata ke siney Se Hath Akbar.Kaleyja Apna deikha raha haiSalam......Jo Sehne Zakhme Kaleyja Deykha.Toh Baiythey do Zahnuo pe maula.2Chadhake apni phir asti ko.Wo tuta nayza hila rahey hai.Salam.....Jo ya ali kehke phal ko khaycha.Toh sath bahar kaleyja aya-2Zaifi me dag e nuwjawa ka.Hussaim dil par utha rahey hai.Salam....Jawan beta ragad ke aydi.Jo mar gaya samne tadap kar.2Hussain lashe jawan pisar par.Lahu ke ansu baha rahey hai.Salam...Zara yeh deykho toh seh gurbat.Ay momino akey karbala main-2Hussain kadiyal jawan betey.Ka lasha tanha utha rahey hai.Salam.....Na uth saka jab jawa ka lasha.Toh rakhdiya Khake Karbala Par.2Phir nanhe baccho ko sahe wala.Madad ke khatir bula rahey hai.Salaam....Hussain maqtal se nujawa ka.Jo lasha kehme Me Laekey aye.2Harek Bibi tadap rahi hai.Hussain noha suna rahey haiSalam...Utha ke hatho ko apne maula.Khuda se roro dua hai karte-2Qubul karley ye hadiya malik.Ham apna wada nibha rahey hai.Salam....Kiya jo tehrir ye maine noha.Hai isme taeidey mula shamil.2Hai khush nasibi Teyri Mohamd.Key maula nuha likha rahey hai.Salam.....
Salame akhir
Sayyed Sadiq Asghar Rizvi · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.