Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Salam bar moharram

Meesum Abbas · 2017

Ya aba abdillah..(2)Hussain, hussain, hussain, hussain, hussainhussain,hussain, hussain..(2)Hussaina!!..(6)Shabe awwal e moharrammeri ankho'n mein namiqurbaa'n tere sog pemere maula har khushimeri sanso mein azaameri dhadkan mein bukatera ghum ghume karbalakeh rahi hai ye chashme nammsalam bar moharram..(4)Tumhe to pata hai maulagunahgaar hu mai maulahar ek waqt har ek lamhakhatao'n mein hu mai dubamagar jab moharram aayateri simt mai laut aayakhatakaar hu mai beshakmagar hu mai banda teraye sab kuch teri hi ataa haihamein ye mahina mila haifaqat ek aansoo pe himakaa'n khuld mein paaya haitera jo ghum milana koi ghum rahaae shahe karbaladil ne di ye sadasalam bar maahe hussainisalam bar moharram..(2)Hussaina..(6)salam bar moharram..(2)Juloos e aza e hussainijaha'n mein bapa hai paihamalamdaar e karbobala kaqayadat hai karta parchammukhalif tha saara aalamruke na azaa aur matamhui  chauda(14) sadiya'n lekinhai jaari raha ye moharramazadar e sheh ka jazbaye saare jaha'n ne dekhake kamsin se baccho ne bhikafan ko saro'n pe bandhaashiq e karbalasehte rahe jafajaanein huee fidarukna saki azaasalam bar azadaar!!!salam bar moharram..(2)Hussaina..(6)salam bar moharram..(2)Moharram ki aamad hai aurye nazrein jidhar jaati haisajein hai azakhane aursabeele nazar aati hailibaase siyaah bacho'n koye maaein jo pehnati haiazaa ke saleeqe yehizamane ko samjhati haialam mashk aur kayaleyya ho hathkadi ho bediye sab ishq ki hai daleeleinnahi rasm samjhein koisaramaya e azaasamjho to ba khudaishq ki ibtedaishq ki intehasalam bar ishq e hussaini!!!salam bar moharram..(2)Hussaina..(6)salam bar moharram..(2)Karo yaad iksath(61) hijrimoharram ka wo ashuramohammad ke kunbe par joqayam hui thi barpamusalle pe teero ke thashahe karbala ka laashabuka kar rahi thi ran meinarey baal khole zahraye ghum karbala ka ghum haibapa isliye matam hainabi o ali zahra kihui aankh ismein nam haiqatl e shahe umammkaisa hua sitamta hashr bhi ye ghumna ho sakega kamsalam bar ghum e karbala!!!salam bar moharram..(2)Hussaina..(6)salam bar moharram..(2)Moharram ka aisa asar haizehen mein wohi manzar haihai behta hua ek daryato pyaasa koi lashkar haike bikhri hui laashe haito chinti hui chadar haijala fatima ka ghar haijaha'n mein bapa mehshar haikahi pe kate bazu hailahu mein kahi gesu haiye ujde hue pardesihar ek aankh mein aansu haikaisi hui jafazehra ka ghar lutausi ki yaad meinjaari hai silsilasalam bar aale sayyada!!!salam bar moharram..(2)Hussaina..(6)salam bar moharram..(2)Jo makhdooma e aalam nedua ko hai haath uthayaazaa o buka ki khatirkhuda ne hamein hai banayahai "salman" o "meesum" ham pebine sayyada ka saayahume naaz hai ke humneinhi ka to sadqa khayabohot fakhr hum ko isparke hum hai ghulam e haiderhai buss zindagi ka maqsadhamari aza e sarwarshaer o nauhakhwanjab tak rahegi jaa'ndenge is tarhanauho ki ham azaaa'nsalam bar dua e zahra!!!salam bar moharram..(2)Hussaina..(6)salam bar moharram..(2)Hussaina..(6)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.