haaayezindaan e shaam hai ye zindaan e shaam haibaba k sir ko dekh kar sajjad ne kahashab e ashur ki jaagi sakina so gayi babajo kehti thi na soungi sakina so gayi babatumhaare baad se baba use kab neend ati thitumhaari yaad har lamha sakina ko jagati thiabhi kuch der pehle hi sakina so gayi bababohot koshish sulaane ki usse amma ne ki lekinkahan soti thi masooma aye baba jaan tumhaare binmagar ab aap ki aadi sakina so gayi babajo soti hi nahi thi loriyan de kar sulaane seye kaisi neend hai uthti nahi mere uthane sehamesha jaagne wali sakina so gayi babamera maqsad nahi tha dil yateema ka dukhaane ka nahi aaoge to ye bhi zaroori tha bata denaye sun kar teri shehzadi sakina so gayi babajo apne kaanpte honton se tera naam leti thina jaane kiya hua baba wo ab kuch bhi nahi kehtibatati hai ye khaamoshi sakina so gayi bababhala kis tarha se baba mai apne dil ko samjhaaunkhabar kaise ye jaakar bibiyon me haye batlaaunsuni jab maut se lori sakina so gayi babakaha armaan ne Sajjad se Baqir ne ro ro karuthaane se nahi uthhti hai ab Shabbir ki dukhtarjagaane se na jaage gi sakina so gayi babaShab e Ashur ki jaagi Sakina so gayi baba
Sakina so gayi Baba
Rizwan Mirza · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.