Sakeena mujhe maaf karna.Na paani pila paaya main.Sakeena mujhe maaf karna.Kabhi naher ki simt milne jo aana.Tum apni kahaani chacha ko sunaana.Hoon sharminda tumseBahot aaj bibi.Kiya tumse vaadaNibha bhi na paaya.Nazar na mila paaya main.Sakeena mujhe maaf karna.Kate mere baazuChidi mashq teri.Baha khoon hoton pe thee pyaas thairi.Gira khaak par jabAlam aye sakeena.Na pooncho aye bibiJo haalat thee meri.Na paani bacha paaya mai.Sakeena mujhe maaf karna.Tha teero se chalni kaleja humaara.Magar tha nazar meWoh chera tumhaara.Woh khamosh nazro se sukhe labon seKiya tha jo tumneWoh mujhse ishaara.Na vaada nibha paaya mai.Sakeena mujhe maaf karna.Liya maine jaise hi chullu me paani.Mujhe yaad aahe wo tashnadahaniNazar aaye pyaason keChere jo unme.Mai Mashqeeza bhar karChala leke paani.Magar narghe meGhir gaya mai.Sakeena mujhe maaf karna.Woh haalaat the jungKarta mai kaise.Kate haath bibiSambhalta mai kaisa.Gira khaak par ghash jo kha ke aye bibi.Mai paani tumhaara bachaata toh kaise.Tha majboor laachaar mai.Sakeena mujhe maaf karna.Aaqa se milne kiHasrat thee meri.Aankho me the teerGhurbat thee meri.Jo aake tha zaanu peSar mera rakkha.Yahi roke unseWasihat thee meri.Na kheme me ab jaaunga mai.Sakeena mujhe maaf karna.Safar aankhri thaWoh aisa humaara.Na baazu the tan peNa sar tha humaara.Chidee mashq seene seLiptaaye bibi.Tadapta tha saahil peLaasha humaara.Na seraab kar paaya maiSakeena mujhe maaf karna.Jo rizwaan ne haayeNauhe sunaaye.Toh leharo se rone kiAayin sadaayen.Wahin pe tadapta thaGhaazi ka laasha.Sada aur armaan phir keh na paaye.Na likh paaunga aage maiAye bibi hume maaf karna.........
Sakina mujhe maaf karna
Rizwan Rizvi · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.