Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sajjad mai zainab hu

Safdar Abbas · 2012

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
majma hai koofiyo ka mere chalne ki jaa koi nai1. Sajjad mere sar se nau baar chini chadarbalwe may nabi zadi phirwayi gayi darr darrmiljaye rida mujko aur meri dua koi nai bazare jafasajjad mai zainab....2. Sajjad mere dil ko ye dard sata-ta haisar ghazi ka naize se jab khaakh pe aata haisar mere khula dekh ke gham issay bada koi nai bazare jafasajjad mai zainab....3. Sajjad chaloon kaise lakhon hai tamashayiyaad aata reh reh ke abbas mera bhaifaryad karoon tujhse ab tere siwa koi nai bazare jafasajjad mai zainab....4. Maloom hai aada ko ghazi ki bahan maibe-dast hai wo ghazi pabande rasan hoo maiyaad aayi wafa uski jab paas raha koi nai bazare jafasajjad mai zainab....5. Sajjad teri haalat dekhi nahi jati haibe-parda mujhe dekhe ye baat rulati haisajjad teri tarha kanton pe chal koi nai bazare jafasajjad mai zainab....6. Jaata hai suye zindan ab kunba mohamed karassi may bandhe qaidi kanton se bhara rastaummat ne sitam dhaye kismat se gila koi nai bazare jafasajjad mai zainab....7. Maut aayegi zindan may meri bali sakina kokya jake batungi bemaare madina kogham dil ke uthane ko ab bakhi bacha koi nai bazare jafasajjad mai zainab....8. Bazare sitam may tha zainab ka ajab aalmamazhar mai likhoo kaise zalim ne kaha jis damhai kaun tera waris zainab ne kaha koi nai bazare jafasajjad mai zainab....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.