Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sajjad Ke Hath Pay Janaza

Janab Hasan Abbas Bahraichi · 2022

Duniya Se Safar Kar gyi Shabbir Ki PayriKarte hai haram Pite ke sar giri yeah o ZariGhash khate hai maa aur kabhi roti hai wari.......Sajjad ke hath pay janaza hai behan kaYe Phul bhi murja gya zehra ka chaman ka1) Woh So Gyi Dar se Tamacha ke na soyeTha Shmir ka woh khof ke hata pay bhi royeBaki hai Nesha Ruq pay Har Ranj Jo Mahan kaSajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 22) Kano se pasa mard khoon tham nahi payaBachi ne kise Zakham ke marhum nahi payaHal Khoon Pay Ata hai NazarDhag Rasan KaSajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 23) You Khoon Bhara Kurte ka Kafan kise ko mila haiJo Naso ke duron ke Nishanon Se BharaKhoon Ris Ta Hai Sajjad ke Hatha paySajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 24) Baba Se Milogi toh batana unye bibibad aap ki hi paysi se rahi apki betiLab Kush hai Sukha hai Gala Tashna dhan kaSajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 25) Sab Agya maqtal Utha Sha ka JanazaBine Hath Ke Abbas Bhi dena lage khandaSar Tasht Mai Rota hai Shenshah Hai Zaman KaSajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 26) Maa Asghar Ke Besheer Ki Ujdi hai Ek BarJeene Ki Nahin Bad e Sakina ki Talab GarAb Koi Madava Nahi is Gham ke dukhaan kaSajjad ke hath pay janaza hai behan ka,,,,,,, 27) Zinda Mai Samar Jab bhi gaya Aise Laga HaiSajjad Ke Zanjeer Ke Matam ki Sada HaiHota Hai Hasan Seena mai Ahsas Chuban Ka

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.