Sajjadlahu rota hi rahaBazaar mei jaane kya dekha sajad lahu rota hi rehaGhar lotke baad-e karbobala sajad lahu rota hi rehaNaamuse nabi thi bechaader, zainab pe baraste the patthar,tha ussi nazar mei wo manzar,chaleas baras tak har lamha, sajad lahu rota hi reha.Baba ka outha ke gowd mei sar,moo rakh diya bachi ne moo per,khamosh huwi shehki dukhtar,yaad aayi sakina ki jo kezaa,sajad lahu rota hi rehaKistarha bhulaaye wo lamhe,untho se musalsal girthethe maao ki gowdoh se bacche,murr murr ke dekh ke har laasha,sajad lahu rota hi rehaZainab ki aseeri yaad aayi,behno ki gharibi yaad aayi,fizza ki dhileri yaad aayi,darbaar ka jab bhi zikr huwa,sajad lahu rota hi reha
Sajjad (AS) lahu
Fatema Ladak · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.