Tausan sawaar sahibe kirdaar hai gaziKarbobala ka haidare qaraar hai gaziHaider ki ilteja hai dua fatema ki hai ×2Dine khuda ka Qafla salaar hai gaziChinne lagi rida to sada alqama ne di ×2Zainab teri rida ka azadaar hai gaziTa hashr tera shukriya aye madare jari ×2Aisa jawaan kiya ke alamdaar hai gaziDariya ko jisne cheen ke pani nahi piya ×2Zaate wafa mei aisa wafadaar hai gaziJalti hue zameen ke hoto pe thi buqa ×2Boli labe furat ke ghumkhwaar hai gaziJiski ada pe kaap gae arze nai nawa ×2Haider tere jalaal ki talwaar hai gaziYawar ke har khayaal ko de martaba juda ×2Naukar tera Tera qalam kar hai gazi
Sahib e qirdar hai ghazi
Sayed Shabrez · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.