Sabr karna ZainabMeri bibi Zainab (×4)Sabr karna Zainab (×4)Diney hakey khaatirMeri pyaari khwaaharSabr karna Zainab (×4)Haalkh par chleghaa, kundha meirey khanjarSabr karna Zainab (×4)1. Awn o Muhammed, Hai Jo terey dilbarJaaney um-e-layla, Nawjawaan akberBarchio key unpey, Jab buland ho sarSabr karna Zainab (×4)2. Mujko yaad karkey, Jab sakina rowyehAur chachaa key gham mei, Jaan apni khowyehKaan uskey zakhami, Kardey jab sitamgharSabr karna Zainab (×4)3. Jab bageira meirey, Sowyehghi sakinaMujhko yaad karkey, Rowyehghi sakinaTum usey sulaana, Lowriyah sunaanaSabr karna Zainab (×4)4. Tum ho binte haider, Aur binte ZahraAei meri ba'han yeh, Akhari hai KhwahishMu'h sey kabhi apney, Baduaa'a na karnaSabr karna Zainab (×4)5. Darbadar phiroghi, Beyridaa bhi hoghiTumko leykey aa'daa, Shaam kufa jayeHar sitam ki manzil, Karna tum ghawaaraSabr karna Zainab (×4)Meri Bibi Zainab (×4)Sabr karna Zainab (×4)
Sabr karna zainab
Batul and Fatima Dhamani · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.