Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sab Yaad Hai Maula

Ali Shanawar and Ali Jee · 2023

Ya Hussain Hussain HussainYa Hussain Ya HussainJari Hai Sadiyon Say Safar Karbobala KaKarwan Chalta Hi Raha Ahl E Aza KaJaisay Kabhi Maula Nay Hum Ko Na BhulayaHum Nay Bhi Wallah Na Maula Ko BhulayaMaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaWoh Tera Sar Na Jhukana Apnay Waday Ko NibhanaTum Ko Bhoola Na Zamana Maula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaYa Hussain Hussain HussainYa Hussain Hussain HussainKaisay Hussain Aap Ki Hum Shan BatayenKaisay Woh Alfaaz Bhala Dhoond Ky LayenKitna Hai Baichain Yeh Dill Kaisay BatayenKaash Yeh Dill Khol Ky Hum Tum Ko DikhayenTum Ko Hum Nay Na BhulayaGhum Yeh Bachpan Say ManayaAur Sab Ko Hai SunayaMaula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaNa Bhoolay Thay Na Bhoolen Gay Yeh Ghum Tera HussainWallah Rahay Ga Yeh Sada Yaad Ya HussainYa Hussain Hussain HussainYa Hussain Hussain HussainKarbobala Ata Hai Ab Sara ZamanaKaisay Bani Kis Nay Kiya Is Ko MuallaKis Ki Hai Jageer Yahan Kon Hai RehtaKon Hai Is Saltanat E Noor Ka MaulaWoh Hussain Ibne Ali HaiWoh Nawasa E Nabi HaiKarbala Jis Say Saji HaiMaula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaWoh Tera Sar Na Jhukana Apnay Waday Ko NibhanaTum Ko Bhoola Na Zamana Maula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaMaula Hussain Aap Say Kya Kya Nahi SeekhaKya Hai Behan Bhai Ka Maan Baap Ka RishtaKaisi Ho Aulad Yahan Dost Ho KaisaHum Ko Yeh Sab Karbobala Mein Nazar AayaKahin Ghazi Sa Baradar Kahin Beta Ali AkbarKahin Zainab Si Woh Khuahar Maula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaNa Bhoolay Thay Na Bhoolen Gay Yeh Ghum Tera HussainWallah Rahay Ga Yeh Sada Yaad Ya HussainYa Hussain Hussain HussainYa Hussain Hussain HussainPehli Dafa Karbobala Jab Main Gaya ThaCharon Taraf Meray Tha Jannat Ka NazaraMera To Har Lamha Ibadat Mein Hi GuzraJaagna Din Raat Azadaron Mein RehnaKabhi Is Rozay Py JanaKabhi Us Rozay Py JanaFarsh Matam Ka BichanaMaula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaWoh Tera Sar Na Jhukana Apnay Waday Ko NibhanaTum Ko Bhoola Na Zamana Maula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaAaj Bhi Hum Aisay Muharram Hain ManatayApnay Gharon Mein Hain Aza Khanay SajataySaray Azadar Sabeelen Hain LagatayNaam Py Maula Kay Tabarruk Hain KhilatayKalay Kaprhay Hain PehantayFarsh E Matam Hain BichatayAap Ka Gham Hain ManatayMaula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaNa Bhoolay Thay Na Bhoolen Gay Yeh Ghum Tera HussainWallah Rahay Ga Yeh Sada Yaad Ya HussainYa Hussain Hussain HussainYa Hussain Hussain HussainJab Bhi Alam Dekha Alamdar E Wafa KaYad Hamen Aaya Woh Mashkeeza Woh DariyaLaot Ky Jab Aaya Na Saqqa E SakinaLut Gaye Sadaat Sitam Kya Nahi DekhaKabhi Bazar Mein JanaKabhi Darbar Mein JanaKabhi Zindaan NibhanaMaula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaWoh Tera Sar Na Jhukana Apnay Waday Ko NibhanaTum Ko Bhoola Na Zamana Maula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaKal To Tahay Ashoor Mein Tanha Meray MaulaAaj Hai Sath Aap Kay Yeh Sara ZamanaAap Ko Har Nasl Nay Har Qaom Nay ManaHota Hai Har Mulk Mein Labbaik HussainaAb To Har Dill Ka Hai NaraAb To Har Ghar Hai TumharaSara Aalim Yeh PukaraMaula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaWoh Tera Sar Na Jhukana Apnay Waday Ko NibhanaTum Ko Bhoola Na Zamana Maula MaulaSab Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaHan Yaad Hai Maula Sab Yaad Hai MaulaNa Bhoolay Thay Na Bhoolen Gay Yeh Ghum Tera HussainWallah Rahay Ga Yeh Sada Yaad Ya Hussain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.