Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Sab Karbala Chale Gaye

Mir Yousuf Mir · 2022

sab karbala chalein gaye mai reh gaya yahaya sahib az zamathamtay nahi hai ashq na rukti hai hichkiyaya sahib az zama1. is arbaein py dhoondou ga mola tumhein wahanpaidal najaf sy jayengy jitny bhi karwaya sahib az zama2. ghurbat ky uss maqam py roye gi meri maanaqay sy bint e fatima zehra sa giri jahaya sahib az zama3. aye kash hum bhi apni jabeein ko waha rkheinraggrii hai jis jagah ali akbar ny airiyaya sahib az zama4. zindaa mai ab bhi qaid hai kab jayegi wo gharkab khatm hoga baali sakina ka imtihaaya sahib az zama5. jis ghar ny sb ko chadary banti tamam umrby parda rann mai hogaye us ghar ki bibiyaya sahib az zama6. bagh e fidak ky sath talab karna akay tumcheehni gaye thi baali sakina sa ki baliyaya sahib az zama7. sajjad (poet) ki lahuu bhari ankhon ko dekh krghurbat mai ro ky kehti hai hazrat ki dadi jaaya sahib az zama

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.