Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Rehai qaid se zainab ko jab mili hogi

Miscellaneous · 2014

Rehayee qaid say Zainab(sa) ko jab mille ho gibina Hussain(as) kay woh kaisay ghar gaye hoo gayeAye Nana Tayray nawasay ko tayri ummat nayDaffan kiya hai na uryian hi ban mein chor diyaHussain(as) Ya Hussain(as),Hussain(as) BadshahHussain(as) shahenshah, Hussain(as) deen haiHussain(as) dein pannah, Shaheed-e-karbalazabihay nainwa, Bay zuram-o-bay khataHay tayra ghar lutaHussain(as) Ya Hussain(as) Ya Hussain(as) Ya Hussain(as)!Batoolzadi(sa) yehi baat sochti hoo giLutien thi dasht mein jo chaderien Saydaniyoon(SA) kilutayein Abid-e-Beemar(as) ko layeenoon naySajjad(as) haaye Sajjad(AS)Beemar-e-karbala, Aseer-e-baykhatatumhara qafla, to tha luta howapahan kay bayriyaan, jidhar bhi tu gayawoh raasta bhi tha laho laho howana jaanay kis tarhaan, yeh tu nay seh liyaYeh Zainab(sa)-e-hazeen, ka ser khola howaphir is kay baad tu, hai jab tallaq jiyatumhari aankh say, sadda hai khoon bahaSajjad(as) haaye Sajjad(AS) haaye Sajjad(AS) haaye Sajjad(AS)!Ali(as) ki Laadli hasrat say daykhti ho giWoh chay(6) ma'ah kay bachay ko teer ma'ara thaWoh Sheer khawar ka laasha seenay pay laaya thaSagheer(as) Haaye Sagheer(as), Sagheer(as)-e-KarbalaAye Kushta-e-jaffa, kisi ki dushmaniHai tum say kiya bhala, tumhara sin abhinahin hai jang ka, qaza ka teer haibadast-e-hurmala(la), tumhara phool saybhi hai narm galla, Rubab(sa) kis tarhaankaray gi hosla, Khuda(swt) ra hoslana maa' ka aaz'maHussain(as) per yehi, waqt hai karralaho Sagheer(as) ka moh per mal liyaSagheer(as) Haaye Sagheer(as) Haaye Sagheer(as) Haaye Sagheer(as)!Batool(sa) lahad mein moh apna peet'ti ho giParray thay Laashay jawaanoon kay dasht-e-karbal meinparra tha Ghazi(As) ka Laasha bagheer shanoon kayAbbas(as) Haaye Abbas(as)Abbas(as) bawafa, Abbas(as) basafahay tu pala howa Ali(as) ki goud kaAbbas(as) Moajazza hai tu Batool(sa) kaAbbas(as) ek naya, hai pesh marhalaHai Zainab(sa) bayrida, safar hai Sham kathay Shami bayhiya, Wa Museebatta!Abbas(as) Haaye Abbas(as) Haaye Abbas(as) Haaye Abbas(as)!Jawan bhai kay shanoon ko dhondti ho giGaya tha qafla maqtal mein Ale-Ahmed(As) kaDhoonda hai dasht mein har Bibi(sA) nay apnay pyaroon koJawan haaye jawaan, Shabih-e-Mustafa(saw)Wazir-e-Murtaza(as) athara(18) saal tektu burqay mein palla, phophi nay naaaz saytujhay jawaan kiya, Khuda(swt) kay waastayAbhi na ran mein ja, Hussain(As) kis tarhaanYeh daykh paayay ga, jawaan ka jigar(sadqay Mola)Sina ka totna, Bahan thi muntazirWoh ab bhi daykhti, hai tayra rastaJawan haaye jawaan haaye jawaan haaye jawaan!Karakti Dhoop mein ro ro kay dhondti ho giGaye thi sham tumharay Sakina(sa) Karbal mein kahan haiBhayyia mujhay nazar nahin aatiHussain(as) Ya Hussain(as), Hussain(as) BadshahHussain(as) Shahenshah, Hussain(as) BaywatanHussain(as) Baykafan, jo sar ser-e-sina'ahto reet peh badan, luta hai dast meinBatool(sa) ka chamanBeemar Sughra yeh Abid(As) say poochti ho giSunni jo bali Sakina(SA) nay khabar yeh Akhtarkeh sab chalay hain mujhay chor ker Madinay koMasooma(SA) kabr mein tanha hi ro rahi ho gi!!

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.