Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Qaidiye zindaan sakina hai

Fatema Ladak · 2015

Sakina Sakina Sakina Sakina – 2Shaam ke zindaan me sakina ka tha nauhaBaba mere babakaidiye zindaan sakina hai,-2 gum mei parishaan sakina hai - 2daag yatimi ka milla baba, aag se damaan bhi jala babayeh hai yatimi ki sazaa baba, dard ka quran sakina haigum mei…….aake kabi mujse milo baba meri kahani tho sunno babakuch hi dino ki to chalo baba Lahd mei mehmaan sakina haigum mei………aaj mere gum ki dawaa kya hai giryaa o matam ke siwa kya haidekho tho anjaam e bukaa kya hai zulm se bejaan sakina haigum mei…..khaak pe soti hu tadapti hu apke sine ko taras ti hushimr ke saye se bhi darti hu maut ka armaan sakina haigum …….wadaa nibhane ke liye aao mujko sulaane ke liye aaogum se chudane ke liye aao aap pe qurbaan sakina haigum……….abto yeh zindaan mera ghar hai khaak pe sonaa hi muqaddar haigum se yehi baat labo par hai maut hi asaan sakina haigum….kaisi hai baba meri tanhayi ap hai ammu na koi bhairoyi to dardo ki sazaa paayi zabt ka unwaan sakina haigumfatemah iss dil pe chale khanjar shaam ke zindaan jo gaya mazharbas ye sadaa maine suni ro kar bar sare zindaan sakina haigum…..

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.