Haye babahaye zindaan, haye sakinaQaid mein woh jaane wali marr gayisham rokar aane wali marr gayi... han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi1. Koi to sajjad se keh de zara..(2)wo tamache khane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi2. Chha gayi zindaan pe khamoshiya'n..(2)haye wo chillane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi3. Raah mein wo zainab o kulsoom ko..(2)aable dikhlane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi4. Raah mein kya kya sitam usne sahe..(2)bhai ko batlane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi5. Khoon e dil aankho'n se jiski tha baha..(2)ashk wo barsane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi6. Karbala se shaam tak seh kar jafa..(2)har qadam dukh paane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi7. Sochti thi baba lene aaenge..(2)dil ko wo behlane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi8. Mujhko is zindaan se lagta hai darr..(2)haye ye farmane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi9. Bole abid koi to dede kafan..(2)shimr se ghabrane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi10. Matami ke saath ro tauqeer tu..(2)wo sazaein paane wali marr gayi.. han marr gayiQaid mein woh jaane wali marr gayi
Qaid mein wo jane wali marr gayi
Sonu Monu · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.