Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Qaid khane me nauha sakina ka tha

Ali Shanawar and Ali Jee · 2018

Baba..Hussain.. (2x)Baba..Sun rahe ho sadaa Baba jaan..(2x)Baba Jaan..Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Qaid Khaane mein nauha Sakina ka tha. (2x)Hum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Yaad aata hai guzra zamaana mujheLeeke baahon mein jhula jhulana mujheMein bulati rahi, aur na aaye ChachaHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Qaid Khane mein nauha Sakina ka thaHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Yaad aata hai pyaara Madina mujhePhool jaisa voh Baba ka seena mujheVoh zamaana koi phir dikhade mujheHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)(Sun rahe ho sadaa Baba jaan)Qaid Khane mein nauha Sakina ka thaHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Bhai Abid ne chalna sikhaya mujheApne haathon se khaana khilaya mujheAb usi ke liye hai Dawa na ghizaHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Qaid Khane mein nauha Sakina ka thaHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Haye Baba ko dekhe zamaana huaUnke seene pe soye zamaana huaNa tumhara pata, na humara pataHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)Qaid Khane mein nauha Sakina ka thaHum kahan agaye, ghar kahan reh gaya (2x)(Sun rahe ho sadaa Baba  jaan)Sun rahe ho sadaa Baba jaan..(2x)Tum kahan reh gaye (2x)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.