Haan...Haaye sughra..(4)Palte zindaa'n se jis waqt ehle haramaur nazdeek e yasrab huwe mehwe ghumhaye sughra,sughra ne khabar jab paayiwo ghar se nikal aayiDeti huwi sadaa...aao ehle madina aao, phool barsao nazrein bichhaosaare yasrab ki galiyaa'n sajao..(2)ab charagha yahaa'n..(2) bemisaal karomere baba ka istaqbaal karo..(2)qafla aagaya..(3)Mere baba ka...qafla aagaya1. Guzrenge jahan se baba mere, mehkao wo galiya'n saaritum unpe nichawar jaan karo,hojau mai sadqe waari..(2)is ghar ki bahaare lekar, wo dekho mere darr parqafla aagaya..(3)mere baba ka..qafla aagaya2. Lo aaj phire din sughra ke, kehte hai sabhi do raahekal zinda laash ke jaisi thiab jeene ko dil chaahe..(2)lo badla naseeb is ghar ka, ham shakle payambar kaqafla aagaya..(3)mere akbar kaqafla aagaya3. Ek saal huwa veeran huwe, aaghosh meri aur pehluab laut ke aate hai asgharaur dil pe nahi hai qaabu..(2)aai hai meri maadar bhi, hai godi mein asghar bhiqafla aagaya..(3)mere asghar kaqafla aagaya4. Ab chayn se soyega yasrab, na khauf hai na veeranilaut aaye safar se ghar apnewo shere khuda ka saani..(2)mash'hoor hai jo taaqat mein, lo unki qayadat meinqafla aagaya..(3)mere ghaazi kaqafla aagaya5. Nagaah sada sughra suni, kehti hai ali ki betibekaar hai tera khush honaujdi hai ye sayyed zaadi..(2)haye karbobala mein lutkar, zindaa'n se reha hokarqafla aagaya..(3)tere baba ka..qafla aagaya6. Mat soch ke aaye hai baba, mat soch ke aaye akbardarya pe chacha sota hai terajungle mein hai tera asghar..(2)roti hai lahu ye aankhein, ek qaidi ke saaye meinqafla aagaya..(3)tere baba ka...qafla aagaya7. Ghum aur khushi ke pehlu hai, kya dard bhara hai manzarrota hai lahu irfan e azaaalfaaz bhi tere mazhar..(2)zainab ne kaha ghabrake, masooma ko dafna keqafla aagaya..(5)
Qafla aagaya
Irfan Haider · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.