paani na mila aaj bhi pyasi hai sakinapyasi hai sakina haaye pyasi hai sakinayun jaanibe darya gaye abbase dilawaraur darya se mashqiza bhara ba-dile muztardarya ki har ek mauj ye kehti thi tadapkarhai teesra din haaye tadapti hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinajab gyara moharam ko suye shaam sidharidarya ki taraf dekh ke zainab ye pukariabbas na marjaye bhatiji ye tumharibehaal meri godh may baithi hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinaaansu abhi bachi ke nahi paar thay thamnephir maar diya durra kisi ehle sitam nesajjad ko har gaam rulaaya isi gham neis umr may ye sakhtiyaan sehti hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinaye zulm bhi kamsin pe sitamgaaro ne dhaayarakha hai isay qaid wahan par yako tanharehta hai jahan din may qayamat ka andheradarr darr ke na mar jaaye akeli hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakina<span -webkit-center;"="">paani na mila aaj bhi pyasi hai sakina
Pyasi Hai Sakina
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.