Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Purta shaah baba

Nadeem Sarwar · 2006

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Purta shaah baba[Alvida baba alvida baba] ×2[Gham zada karwandai porta shah baba] ×2[Shamta rawan dai porta shah baba] ×2[Shamta rawan dai porta shah baba] ×2[Rukta pareshanyama] ×2 porta shaah babaSakina nazanda porta shaah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah baba[Bain Sakina ka tha alvida baba] ×2Haay shaheed-e-jafa alvida babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah babaGyaarah Muharram huwi dasht-e-bala meiAur izafa huwa zulm-o-jafa meiKoi bhi bibi nahi ab to rida meiHaay hussaina ka hai shor fiza meiSakht pareshanyama porta shaah babaSakina nazanda porta shaah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah babaZakhmi badan bekafan pyaase musafirTashna dahan be watan pyaase musafirSayyad-o-shaah-e-zaman pyaase musafirDasht mei pamaal tan pyaase musafirSakht pareshanyama porta shaah babaSakina nazanda porta shaah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah babaKushta-e-zakhmi jigar wo gul-e-lailaKhaak basar khaak par wo gul-e-lailaAap ka noor-e-nazar wo gul-e-lailaKhoordo sina dar jigar wo gul-e-lailaSakht pareshanyama porta shaah babaShamta rawan dai porta shah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah babaKushtan-e-sad chaak ra qaasim-e-kamsinKushtan-e-asfa kuja qasim-e-kamsinTukre badan be khata qasim-e-kamsinKushta-e-raah-e-khuda qasim-e-kamsinSakht pareshanyama porta shaah babaSakina nazanda porta shaah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah babaAsghar-e-man be zabaan kushta-e-paikaanBaba tere saath hai barsar-e-maidanJaan-o-dil-e-maa(n) fida shaah-e-shaheedanMei to chali dekhiye jaanib-e-zindaanSakht pareshanyama porta shaah babaSakina nazanda porta shaah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah babaBali Sakina ki jaan alvida babaShaam chala karwaan alvida babaChain mujhe ab kahan alvida babaKarti rahungi fughaan alvida babaSakht pareshanyama porta shaah babaSakina nazanda porta shaah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah baba[Hafiz-o-nasir khuda ay bin-e-zehra] ×2Jaati hai is dasht se bali Sakina"Sarwar-o-Rehan" tha bachi ka nawhaKushta-e-tegh-e-jafa alvida babaSakht pareshanyama porta shaah babaSakina nazanda porta shaah babaGham zada karwandai porta shah babaShamta rawan dai porta shah baba

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.