Phir aaj mahe moharram ka chand nikala haiOutho hussain ke matam ka chand nikala hai• bina e zikre shaheeda karo azadaro• Dilo ka dard numaya karo azadaro• Azakado mein charaga karo azadaro• Phir apne chak gareban karo azadaro• Phir aaj yaad e shah e tashna kaam taza karo• Wafa ka zikr shaheedon ke naam taza karo• Khuda ka hukm nabi ka payam taza karo• Ghum e hussain alaihisalam taza karo• Wafa e zayghume hyder ki yaad taza karo• Bagah e tazim o akbar ki yaad taza karo• Aza e fidyaye asghar ki yaad taza karo• Rida e zainab e muztar ki yaad taza karo• Pyambar e dosara hai shareek e bazmein aza• Butool ayi hai lene hussain ka pursa• Ali hai shamil e matam hasan hai nouha sara• Phir aaj sarike muztar ho zikre ale aba
Phir aaj mahe moharram ka chand nikla hai
anjuman · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.