Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Pehchaano khudara

Irfan Haider · 2005

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Pehchaano khudaraHaay, zindaa(n) ki qayd kaatke, jabsaniy-e-zehra, ponchi watan to koi bhi pehchaan na paaya, are abdullahbin jaffar-e-tayyar ne puche, tu kon hai kya naam hai tera zaeefa, Yesunke fugaa karne lagi saniy-e-zehra, are zawja hu aap ki mujhepehchaano khudara, [mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×2[Pehchaano khudara] ×2 Mujko to jite ji gham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Baalo ki safedi ka sabab pucho na mujhse, in ankho ne dekhe haisitam karbobala ke, ghar lut gaya sadaat, pehchaano khudara, Mujko tojite ji gham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Chehre se numaya jo mere karbobala hai, ye haal to Abbas ke marne sehuwa hai, chuta wo sahara, pehchaano khudara, Mujko to jite jigham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Ik zakhm hai qasim ka mere kalb-o-jigar me, jo chaand ujaalo kasabab tha mere ghar mei, wo bhi gaya mara, pehchaano khudara, Mujko tojite ji gham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Bas bhaayi ki matam mei rahi qayd bhi kaati, leykin mei kabhiawn-o-muhammad ko na rowi, ab deti hu pursa, pehchaano khudara, Mujko tojite ji gham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Bazaar mei abid pe zaeefi huwi taari, wo aaj bhi rota hai aseeri pehamari, ghamkhwaar hamara, pehchaano khudara, Mujko to jite jigham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Are sadaat ke halke me mujhe aake chupaaya, jab shaam ke hakim nemera naam pukaara, us ranj ne maara, pehchaano khudara, Mujko to jite jigham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Shiree(n) se mulakat huwi raah mei ik baar, pehchaan nahi paayimujhe wo bhi dilakar, dil roke pukaara, pehchaano khudara, Mujko to jiteji gham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4Sab ghayr kujaara hai damishkaar kuja mei, karbal se chali hogayekhud karbobala mei, zulmat ka safar tha, pehchaano khudara, Mujko tojite ji gham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×4"Irfan" ye alfaaz jo "Mazhar" ne likhe hai, insaan to kya cheez haipatthar ko rula de, jaise ke ye jumla pehchaano khudara, Mujko to jiteji gham-e-shabbir ne mara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×2[Pehchaano khudara] ×2 Mujhe jit-e-ji gham-e-shabbir ne maara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×2[Pehchaano khudara] ×2 Mujhe jit-e-ji gham-e-shabbir ne maara[Mei awn-o-muhammad ki maa hu] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.