Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Paon Main Bediya Pehne

Ansar Jafar · 2020

Paon Paon mein bediyaan pehneyHuwe bimaar chalaMera bimaar chalaSar jhukaye huwe Sarwar (as) ka azadaar chalaMera bimaar chalaTauq se jaqda kaheenAur kaheen durroan ki sazaHar sitam Sehta huwa ..Dee bachaney ke liyeDeen ka sardaar chalaMera bimaar chalaMaaein behnein sarey bazaar.Rasan basta hainHaay aazurda hain.....Bain karta huwa IssGham mein giraftaar chalaMera bimaar chalaSaath hain Ehle haram (sa)Sar pe ridaayein bhi nahiZulm kartey hain laeen....Khoon aankhon se bahataHuwa qhuddar chala.Mera bimaar chalaChill gaye chaley lahooBehney laga zakhmoan seAshqe gham aankho se...Raahe purkhaar pe Shabbir (as) ka dildaar chalaMera bimaar chalaBediyaan Paon meinpad padke buka karti hain.Ye sada karteen hai....Shaan e aslaaf liyeSahibey qirdaar chalaMera bimaar chala.Tegh khainche huwe lakhonThe sitamgaar magarPhir bhi bekhauf o khatar..Misley Abbas Alamdar (as)Woh jidaar chalaMera bimaar chala.Warmm hai pairoan pe aurKhaq padi hai sar mein.Kyoun na fariyaad karey....Haay kis haal mein woBeqaso lachaar chala.Mera Bimaar chala.Aik ek gaam pe aati thiSada ye GauharMarhaba shey ke pisar...Deen qadmoan se tereyJaanib e deedaar chalaMera bimaar chalaSar jhukaaye huwe sarwarKa azaadaar chalaMera bimaar chalaPaon mein bediyaanPehneyHuwe bimaar chalaMera bimaar chala.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.