Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Neza sawaar bhai

Irfan Haider · 2016

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Ya hussain..(6)Ek shor hai bazaar mein,Ya hussain, ya hussain, ya hussainGuzra damishq se, jab kaarwaan e azaaoonto'n pe thi bibiyaa'n, koofe ki shehzadiyaa'nnaizo'n pe the sab (shaheedo'n ke sar)..(2)bhai pe pohchi behen ki nazarkehne lagi wo behen nauhagarmai dekhti rahi hun teri jung e karbalahussain ya hussainmai dekhti rahi hun teri jung e karbalaab mera marhala..(2)aankhei'n na band karNaiza sawaar bhai, aise quraan padh..(2)koi na dekh paaye..(2), mujhko barahna sar1. Barsaat pattharo'n ki, sar nange bibiyaa'n..(2)itna kathan hai bhai..(2), saadat ka safar2. Teri yaad mein hai roti, sakina bazaar mein..(2)behlaye usko kaise..(2), jaaye behan kidhar3. Chadar ki hai sawali, zahra ki betiyaa'n..(2)hota nahi kisi par..(2), faryaad ka asar4. Baalo'n se mu'n chhupau, ya khaak udhaau mai..(2)laa de kahin se chadar..(2), ya ek kaam kar5. Sab dekhte usi ko, hota agar yahaa'n..(2)deta azaan aisi..(2), akbar mera pisarAllahu akbar..(4)6. Zehmat na tujhko deti, majboor hai behan..(2)ae bhai har shaqi ki..(2), naa paak hai nazarNaiza sawaar bhai, aise quraan padh..(2)Aise quraan padh..(4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.