Fauje alqama, kar rahi hai bainlut gayi zainab lut gaye hussainbinte shahe la fata kar rahi hai marsiyahaye alamadarneher se aati hai ye sadaqatl alamdar ho gayaPyaase the sab nauha gar thaam li sheh ne kamar..(2)zainab e dilgeer ne kahaqatl alamdar ho gaya1. Kitna wafadar tha sab ka madad gaar thasaaya e deedar tha, fauj ka salaar thahogaye lachar hum kehte hai shahe umam..(2)ro rahi hai saath mein wafaqatl alamdar ho gaya2. Dukhtar e shahe umam kaise sahe ab ye ghumkhaak nashee'n hai haram dekhke girta alamkarne lagi marsiya paani nahi aayega..(2)ek naya mujhko ghum milaqatl alamdar ho gaya3. Laasha jawa'n bhai ka kaise uthega bhalabole shahe karbala aaiye shere khudamera sahara bano koi dilasa to do..(2)koi madadgaar na rahaqatl alamdar ho gaya4. Haaye ye lachargi pyaasi sakina rahitooti ummeede meri aur kamar kham huimashke sakina chidi beh gaya paani sabhi..(2)kohe alam uspe jab giraqatl alamdar ho gaya5. Sunte ho akbar sada rote hai shahe hudafizza ne rokar kaha aao sambhalo zarachuta watan ghar luta pyaase rahe gham na tha..(2)ab hai masaeb ki intehaa..qatl alamdar ho gaya6. Ek alamdaar ke jaane se ye ghum miletashna dahan ro diye haath se kuze girehum ne to nauhe kiye ehle sitam khush hue..(2)shimr ne jab fauj se kahaqatl alamdar ho gaya7. Dasht mein shabbir par zulm hue is qadarsafdar o mazhar magar tha wo ali ka pisarsabr bhi karta raha, shukr bhi karta raha..(2)zabt ye ghum ho nahi sakaqatl alamdar ho gaya
Neher se aati hai ye sada
Safdar Abbas · 2008
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.