Alamaan 8Nange Sar Nabi ki betiyanAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa waila - 2Halq par Husain ke jo khajare Sitam chala ²Khoon roya Aasaman zamee ko aaya ZalZalaZulm ki hui hai intehaAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailajitne Sher The Husain ke wo so gaye kahan ²Uthta Hai Khyam e shah e mashraqain se DhuwaSholo main Hai la dawa ghiraAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaNange Sar Nabi ki betiyanAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaJiske Noor se chamak rahi thi saari qainaat3 din ka pyaasa qatl wo hua lab e furaatNaize pe hai uska sar chadhaAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaJinka saaya aasmaan ne kabhi na dekha tha²Paiker e haya wo jinke ghar se parda nikla thaHay aaj wo hai beridaNanhi si Sakina Ki ye keh rahi hai siskiyan ²Shimr ne tamache maare aur chini BaaliyanKehti hai kahan ho aye chachaAllah Karabala wa musibataAlamaan deti hai sada ye FatimaWa wailaDastaan e gham wo kis tarah se danish ho tamam ²Khoon ke aansu roya jis pe waqt ka har ek imaamHar sadi ho jisse ghamzada
Nange Sar Nabi Ki Betiya
Anfaal Husain · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.