Na maaro na maaro mujhe(2)Mein sakina mein sakina mein yateema hoo mujhe Pathar pathar na maaroMein baba ki raaj dulaariapne chacha ko jaan se pyaariMein pardesi hoo dukhyaridekh rahe ho aawo zaariMargaye waris ab tanha hooMein sakina....Paani mangu toh mat denaseekh liya hai pyaasi rehnaGuth kar jeena guth kar marnalekin yeh kaisa hai kareenaDekh lo nabze mein laasha hooBaba se thi jung tumharibacho se kya hai bezaariSaans ruk jaati hai hamarichalne mein bhi hai dushwaariChaar baras ki zaeefa hooKhoon rawa kaano se hamareTumune tamache itne maareKaash jo ammu hote pyaareso gaye wo toh neher kanaarePhir bhi dekho zinda hooChin gaya mujhse aapka seenaBhool chuki hok raat ko sonaDard ka takiya ghum ka bichonaPyaas lage toh aansoo peenaek diya jalta bhujta hooGhar se chali toh shehzaadi thiRanjo alam ki kab aadi thiQismat mein yeh karwa di thiPaani ki kab faryaadi thiNaado paani mein tishna hooBesar laashe gaur andheraKhoon ki boo hai ghum ka pehraZakhm kaleje ka hai gehraAansoo hai rukhsaar pe thehraChaar baras ki zaaefa hooPursa hai yeh rehano raza kaAe shahzaadi dard ki malikaHaay tera taboot na uthaTera toh marqad qaidi thaKehti rahi tu mein dukhiya hoo
Na Maro Na Maro Mujhe
Syed Raza Abbas Zaidi · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.