Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mujraee khalq mein

Asad amanat ali khan · 2010

Mujraee khalq mein, in aankhon ne, kya kya dekhaaaaPar kahin sibte payambar sa na, aaqaa dekhaaaaMujraee khalq mein.1. Maine dekha alaame shah ko, aalooda e khoon ..(2)Main ne nezay pe sar-e dilbar-e-Zehra dekhaaaMujraee khalq mein.2. Maine dekha Ali Asghar ka galaa khoon mein tarrr ..(2)Maine Abbas ko, reti pe, tadapta dekhaaaMujraee khalq mein,3. Ek gathdi shahe deen pusht pe laaye us mein ..(2)Main ne tukde huway, Qasim ka saraapa dekhaaaMujraee khalq mein4. Gir paday sibt-e-nabi, thaam kay haathon say jigar ..(2)Ali Akbar ko jo rayti pay tadapta dekhaMujraee khalq mein5. Bay-rida khalq nay us bibi kay sar ko dekha ..(2)Jiski maadar ka, kisi nay na janaaza dekhaMujraee khalq mein6. Haaye kyon ho na gayee, saur ke, in aankhon neqaid khaanay mein Sakina ka, janaaza dekhaaaMujraee khalq mein7. Boli ye Zainab-e-muztar, kay khooda khair karay ..(2)Raat ko khwab mein, uriyan sar-e-Zehra dekhaaa Mujraee khalq mein8. Jaake Zainab ne, madine mein kaha, Sughra say ..(2)Kahoon kis mu say ke pardes mein, kya kya dekhaaa Mujraee khalq mein9. Zulm aai Mujraee Sajjad ne, kya kya dekha ..(2)Ghar luta, qaid hue, aur baap ka laashaa dekhaaaMujraee khalq mein

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.