Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mujhe Hai Karbala Jaana

Sadik Abbas · 2025

Karbala Karbala Karbala Ay KarbalaMujhe Hai Karbala JaanaKarrar-e-Qalb Hai Paana (x2)Mujhe Hai Karbala Jaana1) Khuda Se Iltija Hai YeMere Dil Ki Sadaa Hai YeDar-e-Shabbir DikhladeSawaali Ki Dua Hai YeKhudaya Rehm Farmaana2) Meri Hai Justuju ItniMeri Hai Aabru ItniKhudaya Ye Tamanna HaiMeri Hai Aarzoo ItniMeri Faryaad Sunn Lenaa3) Mein Tere Dar Pe Aaya HunJigar Ka Dard Laaya HunMeri Bakhshish Karo MaulaYehi Armaan Laaya HunMujhe Aapna Banaa Lena4) Namazi Mein Khuda Ka HoonMuhafiz Mein Rida Ka HoonDar-e-Shabbir Hai ManzilMussaafir Karbala Ka HoonMujhe Manzil Pe Pohchaana5) Teri Rehmat Ka Sayaa HaiHussaini Jo Banaya HaiKhudaya Mere Dil Me BhiGham-e-Sarwar Samaaya HaiKaram Ki Bundh Barsaana6) Mein Duniya Ko Laut AyaMein Hasti Ko Mitha AayaKoyi Rasta Naheen BachtaHar Ek She Ko Mitha AayaMujhe Wapis Na Thukraana7) Kabhi Aissi Bulaa HumkoDikha Shehr-e-Wafaa HumkoKahaa Irfan-o-Sadik NeBulaakar Karbalaa HumkoWahaan Noha Ye Parhwaana

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.