Dua e fatima zehra ka tumpe saaya hai..(2)Imam e Jafar e sadiq ne ye bataya haikarna khushi bhi lekin..(2)ye ghum na bhoolna..Moharram na bhoolna.. Ya hussain..(4)1. Ghar mein khuda dikhaye tumhare koi khushishadi ho wo bete ki ya beti ki rukhsatitum bewa e qasim ka..(2)kabhi ghum na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)2. Qayam karo sabeelein azadaro har jagahkausar se kam nahi hai ye paani sabeel kajaari hai iss sabeel mein..(2)zam zam na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)3. Baqir ke laadle ka imamat ke phool kafarman hai ye Sadiq e Aal e rasool kajaise ghadeer bhoole..(2)Moharram na bhulna.. Ya hussain..(4)4. Saqqa banao baccho'n ko ghazi ki yaad meinbachpan se hi alam ko utha kar wo chal sakeindooba hua lahu mein..(2)\parcham na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)5. Aaram ke wo din ho ya sakhti ki raat hoehsaas karbala ka hamesha hi saath hotum maqtal e hussain ka mausam na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)6. Har haal mein bichana hai farshe ghum e hussainmilta hai isse Fatema Zehra ke dil ko chaynzakhme dil e batool ka..(2)marham na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)7. Bedi ho hathkadi ho, ya taboot aur alamsaare tabarrukat e hussaini hai mohtaramtazeem inki tum bani..(2)Adam na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)8. Jab apni betiyo'n ko karo pyaar mominoshabbir ki yateema ka matam kiya karokhati rahi tamache wo..(2)har dam na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)9. Kufe ke raasto'n mein kabhi shehr e shaam meinbazaar e aam mein kabhi darbaar e aam meinbeparda thi jo ghairate...(2)Maryam na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)10. Wajib hai tumpe Mesum o Salman Azmimatam ki janamaz bichaye jo mataminauho'n ki tum azaan pe..(2)matam na bhoolnaMoharram na bhulna.. Ya hussain..(4)
Moharram na bhoolna
Meesum Abbas · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.