Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mohammad se Mohammad tak

Syed Mohammad Shah · 2021

khuda ka mukhtasar laskhar Muhammad say Muhammad takmagar bhari hain lakho par Muhammad say Muhammad takmaza ajayega madh e abutalib sunanay kamilein gaye qabr kay andar muhamamd say Muhammad taknusayri kis ko kis ko apna rab manay ga tu akhirnazar aty hain sub haider Muhammad say Muhammad takfulanay say fulanay tak sbhi rehbar tmhry hainhumry muntakib rehbar Muhammad say muhamamd takdar e khatoon e janat teri azmat kibriya janaykhary hain sub jhukaye sir muhamamd say Muhammad takbachaya deen ko hum nay bachaya hum ko zainab naykhuda say kehty hain aksar muhamamd say Muhammad taknabowat hazrat e adam ko milna gair mumkin thina hotay nam jo azbar Muhammad say Muhammad taktilawat hogai quran ki mehsoos hota haifaqt ek manqabat parh kar Muhammad say Muhammad tak

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.