Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mere abbas ko dariya se bulade koi

Mirza Rehan Ali Firdosi · 2017

abbas chale aaoo..(4)umme kulsum basad yaas yahi kehthi rahimere abbas ko darya se bolaade koi...(2)haye shabbir ko jeene ki dua de koimere abbas ko darya se bolaade koi...(2)kaise shabbi wahn lashen jawan dhunden genoujawaan laal ko moqtal me kahan dhunden gekis tareeqe se bhalaa...(2) darde nehan dhunden gemere abbas ko darya se bolaade koi...(2)koi monis bhi nahi koi nahi hai yawarapna dil kaise sambhalenge shahe jinno basharkaise akbar ko utaa...(2) enge akele sarwarmere abbas ko darya se bolaade koi...(2)teer be sheer ki gardan pe laiin ne maaraaur us teer se shabbir ka baazu bhi chidhawaqthe imdad hai(2) koi bhi nahi hai apnamere abbas ko darya se bolaade koi...(2)sajdaye shukr shahadath ko diya hai shay neis tarha ran me wazu aaj kiya hai shay nekhoon be sheer ka ..(2) chehre pe mala hai shay nemere abbas ko darya se bolaade koi...(2)rahe mushkil se guzar ne ke liye jaathe hainjaan fida deen pe karne ke liye jaathe hainshah maidaan me...(2) marne ke liye jaathe hainmere abbas ko darya se bolaade koi...(2)zakm pattar ka kahi par kahin naize ka nishaanchuur zakmo se hain maqtal me imaame dho jahaanchaar janib nazar...(2) atha hai qayamath ka samaamere abbas ko darya se bolaade koi...(2)maa ki aghosh me bekas ne sukoon jab paayashimr khanjar liye shabbir ki jaanib aayakundh khanjar se gala....(2) shahe hudha ka kaatamere abbas ko darya se bolaade koi...(2)koi qaimon me lagi aag bhujatha hi nahiaur koi apni madad ke liye aatha bhi nahikoi beemaar ko...(2)sholon se bacha tha bhi nahimere abbas ko darya se bolaade koi...(2)sar se naize ki aniyon se uthaari chaadarrehem khaatha hi nahi koi bhi mazlomon parghum ki shaam ...(2)ajab khoon bhara hai manzarmere abbas ko darya se bolaade koi...(2)aye sharar chalgayi shabbir ki gardan pa churiaur rotha raha rehan wo darya pe jariumme kulsum basad yaas ...(2) yahi kehthi rahi...mere abbas ko darya se bolaade koi...(2)abbas chale aaoo ..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.