Hussain ..hussain ..hussainHussain ..hussain..HussainMazloom hussain gareeb hussainam ya moula 2Asr ka waqt aaya khudaAayi sada e fatemaAye mere laal aye laqte jigarSaya bhi na hai tere sar parHussain.. Hussain..hussainNa hai kafanBadan ko tere ya moulaAankh har ek ke ab ye purnam ya moulaMazloom hussain gareeb hussainamnya moula 2Naize pe sar aaya TeraKaamp uti daste BalaRan me aayi zainab e muztarRoti tadapti thi dukhiya khwaharHussain .. Hussain..hussainBehen teri be aasra hai ya moulaTera aseer kunba hua hai ya moulaMazloom hussain gareeb hussainam ya moula 2Hazrat e Abbas e aliJaan diye ummul baniDarya hai aur phir mashko alamUs par Ghazi pyaasa tha paihamHussain ..hussain..HussainQaimon me hai gul ye barpa ya moulaPalat ke vo aaya na saqqa ya moulaMazloom hussain gareeb hussainam ya moula 2Sakina ne rokar KahanMere pidar ho tum kahanMai hu baba aur hai sitamgarKaan hai zakhmi chin Gaye gouharHussain ..Hussain..HussainKaanon par lagado marham ya moulaNikal na jaaye ab mera dam ya moulaMazloom hussain gareeb hussainam ya moula 2Sajde me sar kata DiyaRab ka naam bada DiyaKarte rahenge Hussain ka matamIqbal o Raza rote hai pehamHussain..Hussain..hussainTera gham sab se bada hai ya moulaGulshan e zehra ka matam ya moulaMazloom Hussain gareeb hussainam ya moula 2Hai la fata aaha rafiya ya moula 2
Mazloom Hussain Gareeb Hussainam Ya Moula
Raza Akhtari · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.