Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Maula Zawwar bana de

Ali Shanawar and Ali Jee · 2019

Labbaik yaa Hussain ..(4)Hussaina Hussaina Hussaina Hussaina ..(2)Yaa Hussain   Yaa HussainYaa Hussain  Shahe karbalaAap hain karim baa khudaPuri kijiye meri duaaIss baras ke arbaeen me karodo Zaereen mein....Naam ho mera likha hua..Yaa maula Yaa maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Mujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha deYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Dil me meri rooh me armaan basa haiKhaabo khayalo me mere karbobala haiAankho me aansu hain labo par yeh Dua haiMere tadapne ki wajah tumko pata haiMujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha DeYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Aankhe meri kaash ke darr aapka dekheHaath mere rauze ki jaali ko jo thaameLab yeh mere aap ki chaukhat ko jo chumeLog mujhe aashiq-e-Shabbir pukare.Mujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha DeYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Shaano pe main rakkhe hue shaal-e-aza koGhar se main jis waqt chalu Karbobala koBaazu pe bandhunga main taaviz-e-Raza  koMaa meri seene se lagaegi duaa koMujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha DeYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Karbobala shehar-e-Najaf se main badhungaSardi ho garmi ho main paidal hi chalungaRaah me Zawwar-o-ki khidmat maim karungaParcham - e - Abbas utha kar main Rakhunga.Mujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha DeYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Bhula Nahi, Bhula Nahi,Bhula Nahi aapke Akbar ki jawaniYaad hai Asgar Ki mujhe tishna dahaniBan gaya Zawwar toh mannat hai yeh maniNaam-e-Sakina (s.a) pe pilaunga main paani.Mujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha DeYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Shah-e-Karbala - Yaa Hussain   Yaa HussainShah-e-Karbala - Yaa Hussain   Yaa HussainAye Shah - e - karbobala mujhe Zawwar BanaYeh tammanna hai meri apna Darbar dikhaYaa Hussain  Yaa HussainChal diye ahle aza sar pe Parcham hai KhulaSab ki manzil hai wohi karbala karbobalaMujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha DeYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana De ..(2)Haan Mujhe apna bana leAye mere Maula HussainMujhe ek baar sada deAye mere Maula HussainMujhe maulai bana deAye mere Maula HussainMeri taqdeer jaga deAye mere Maula HussainMaula Karbala Bula leAye mere Maula HussainMaula Karbala Bula le....Maula Karbala Bula le....Mujhe ek baar sada de meri qismat ko jaga de.Apna Darbar dikha DeYaa Maula Yaa Maula, Maula Zawwar Bana DeMaula Zawwar Bana De ..(2)Labbaik yaa Hussain ..(5).

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.