(Haye haye Ali Akbar)..(4)HUSSAIN... HUSSAINLashaye Akbar jo laye khaymo mePhuphi ne seena o sar peet kar kiya nauhaKohraam mach gaya..(Ya HUSSAIN )..(6)Haan..(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(1)(ZAINAB yeh bain karti thi Akbar ki laashe par)..(2)Afsos tere............hayeAfsos tere laashe par sehra sajaya hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(2)(Aankhein toh kholo aye mere kadiyal jawa'n pisar)..(2)Main jiteji..........hayeMain jiteji mar jaungi laila ka nauha hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(3)(Andher hogayi hai yeh duniya tumhare baad )..(2)Laashe pe nauha .............hayeLaashe pe nauhakhwan yu ZEHRA ka beta hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(4)(Ghar ka sukoon, aankho'n ki binayi le gaye)..(2)Ab mera kaam.........hayeAb mera kaam bas tere laashe pe rona hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(5)(Aye laal uth bhi jaao ab behno ke waaste)..(2)SUGHRA nahi toh.........hayeSUGHRA nahi toh kya hua BALI SAKINA hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(6)(Yeh kehke SHEH ne maanga hai malboos purana )..(2)Akbar ke baad ..........hayeAkbar ke baad wese bhi bekaar jeena hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(7)(Akbar tumhare jaane se tanha hue HUSSAIN )..(2)Fizza yeh bain..........hayeFizza yeh bain karti hai SAJJAD rota hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(8)(Irfan AHLE BAIT pe kya kya guzar gayi)..(2)Mazhar ne ek.............hayeMazhar ne ek misre me ehwaal likha hai(khaimo'n me shor matam e Akbar ka hota hai)..(3)(Ya HUSSAIN )..(8)
Matam e akbar
Irfan Haider · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.