Marhaba Aye Hasan Marhaba Aye HasanDilbar e Fatima Jaan e Khaibar ShikanTujse Sar Sabz Hai Gulshan E PanjatanMarhaba Aye Hasan Marhaba Aye HasanHaañ meraj e imamat ka kya puchnaYaañ rizwañ bhi darzi banaye gayeBanke quran ki ayat chala pairahanAdl o khulko murawwat wafa bandagiAmn o zohd o sakhawat sukhan parwariTere darbar e ismat ke hai Nau(9) ratanSulho ka maarkaho madine mein yaaKarbala mein ho qasim ka izn e wighaBangayi hai ada teri batil shikanSulho karke jo payi hai fathe mubinSabko sulhe hudaybiya yaad aagayiAye madine mein rooh e nabi narazanDushmanane ali ko sukooñ ab kahañKam na hongi sarosh unki bechayniyaKehdo yeh nishtar e sulho ki chubhan
Marhaba Aye Hasan
Ustad Raza Ali Khan · 2021
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.