Maqsad e sheh ki paasbaa'n ZainabDeen e Ahmad ki jaavedaa'n ZainabKat rahaa tha galaa jo bhai kaLey rahii thi yaa'n hichkiyaa'n ZainabAapke saath shaah par roneyAagayi dekhlo yahaa'n ZainabShaam o koofa ke saqt raaho'n parHai lahoo ke Terey nishaa'n ZainabHar azadar e shaah ke labb parHaaye Zainab ki hai fugaa'n ZainabDafn pardess Mey kiyaa kaiseyTujhko sajjaad e naatawaa'n ZainabAb bhi 25wey Safar ke dinSurq hotaa hai aasmaa'n ZainabGhum mey Terey shareek hai ZehraThaamkar tooti pasliyaa'n ZainabBadla tera bhi aakey leygaa woGaib mey hai jo baarwaa'n Zainab
Maqsad e sheh ki paasbaa'n Zainab(sa)
Anjuman E ZAINABIA · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.