Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mai safeer-e-hussain hu

Shadman Raza · 2010

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Safeer e Hussain *2Muslim e Aqil hun Safeer e Hussain hunBaatil ka khauf e haq se kaleja laraz uthaBas ek sada se hakim e Koufa laraz uthaEhsas e qalb e haq hun zamir e Hussain hunMein aashiq e Ali hun asseer e Hussain hunZainab ka intekhab mushir e Hussain hunPehchan lo mujhko mein Safeer e Hussain hunMein Safeer e Hussain hun *9Muslim e Aqil hun mein jaan le jahanAshjaul Arab kahe zamin o aasmaanHashmi wirassaton se azm hai jawanHaydari shujaa atein lahoon me hai rawan *2Mein waqt ka hissar hunMein noor ki bahaar hunZamin ka ikhtetaar hunFalaq ka iftekhaar hunMein ishq ka shear hunWafa ka etebaar hunDua ka ikhtayar hunMein sheh ka jaan nisaar huuunMein safeer e Hussain huuunMein Safeer e Hussain hun *3Etemaad rakhta hai Ali ka Noor e AynKi mujhe Imam ne sipaaraton ki zaynSar pe hai mere duaa e Shah e MashraqaynMein akela zaat me hun lashkar e Hussain *2Mein hosle ki jast hunWafa e haq parast hunMae wila se mast hunMein deen ka bandobast huuunMein etebaar e hast hunMein har hissar e dast hunMein Koufa e zamir meYazid ki shekast hunMein safeer e Hussain hunMein Safeer e Hussain hun *3Yeh gulaam e Shah deen e haq bataaegaSheh ka sath dega joh falah paaegaJang karega mujhse joh maat khaaegaTegh se meri na koi bachke jaaega *2Mein daur e inqelaab hunMein tegh ka shabab hunMein nusraton ka khwab hunMein khoon ka hissab hunMein ilm ki kitab hunMein jehl par azab hunHussain ki hassin sifaaraton ka intekhab hunMein safeer e Hussain hunMein Safeer e Hussain hun *3Aa raha hun chum kar qadam Imam kaHaat me baland hai alam Imam kaLeke aa raha hun main bharam Imam kaKoufiyon pata hai tumko gham Imam ka *2Zindagi hai tashna kaamdin ka kab hai ehteramQatl o khoon hai aaj aamMushkilon me hai ImaamTchor kar wafa awaamKhwahishon ki hai ghulamJoh bhi hai mera kalaamHai Hussain ka payaamMein safeer e Hussain hunMein Safeer e Hussain hun *3Gaybat e Imam me ho aisa intezaarIlm par yaqeen ho amal pe etebaarNaassiraan e haq ka phir se hona hai shumarMuntakhib safeer hoga kaun ab ki baar *2Agar ho sawm aur salatHajj o khums aur zakatAmr aur nahi ki deen e haq me sari mumkinaaatHo Hussain hi HussainBhul jaaen apni zaatIlm pe yun amal kareTo keh saken ham yeh baaatMein safeer e Hussain huuunMein Safeer e Hussain hun *3Muslim e gharib ne kiiya hai jab kalamMarte dam nassib ho ziyarat e ImamKarbala uthi kiya hawaon par qayaamDekh kar Hussain kar kaha hai as salamAs salamo alayka ya Aba AbdillahAs salamo alayka yabna RassulillahTchur tchur jism hai jigar hai paash paashHai kahan pisar mere kahan karun talaashQatl kar ke le tchale hain mujhko madgumaashMaut ke bhi baad hai safar me meri laashMein Safeer e Hussain hun *3Nazim aur Razi ki tarz sab se hai judaJaffar aur Bakhsh Bhay aur Ali ZiyaJavedaan hai lehja ab bhi Sach bhayi kaHam hai tifl e maktab aur yeh asaatza *2Yeh hai aza ka kaarvaanYeh hai lehen ki kekkeshaanYeh lehja o khayal me gham e hussain ki azaanYeh Karbala ki dastaanYeh zikr sheh ka sayebaanAzim hai joh nawhakhwan unhi ka hun mein tarjumaanMein Safeer e Hussain huuunMein Safeer e Hussain hun *3Rizwaan Farhaan sab hi hain nawha garNassir o Shujah aur Ali SafdarShadmaan Shahid o Nadeem SarwarSab ke sab ki eik hi sada hai yeh Qamar *2Mein hun aza ke pakhsh parMein hun dilon ke arsh parMein majlisson me nawha garMajliss aur Julus me hun jalwa garGali gali nagar nagarMein aansuon ka hamsafarMein puri qayenat me Hussain ka payaambarMein safeer e Hussain hun

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.