Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Madad kijiye ya imam e zamana

Batul and Fatima Dhamani · 2009

Madad kijiyeYa imam e zaman (×5)Madad kijiyeh ya imam e zamana (×2)Hatah dijiye ghaybat  ka pardah khudarah pardah khudarahMadad kijiyeh ya imam e zamana (×2)1. Bari afatay hain zamaney pey molaParehshaan shiya kahan jayeh molaPukara tumhe jab huwa dil how muztarMadad kijiyeh ya imam e zamana (×2)2. Bala ae hain gharii nahi koyi saathiAndhera hain harsu udasii hain chaayiTumharey qadam sey ho duniya munawarMadad kijiyeh ya imam e zamana (×2)3. Bhawar mei hai kashti bacha ney ko awohGhamey zindaghi se  churaney ko awohMohammed ki jaan ho safiney ki langharMadad kijiyeh ya imam e zamana (×2)4. Ghunehgaar hun aur sharmindah moulaMaghar aap par hi hain mujko bharosaKarow rehbarii ab bara hai payambarMadad kijiyeh ya imam e zamana (×2)5. Tamana yeh dilmei bohot kuch hain meriHai umeed hoghi bohot jald puriiMeray haq mei kardijey jow kuch ko behtarMadad kijiyeh ya imam e zamana (×3)Ya imam e zamana (×5)Madad kijiyeh ya imam e zamana

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.