Maa ye kehti thiMaa yeh kehti thi eh naunihalMeri izzat ka rakhna khayalApne dada ka ban ke jalaalMeri izzat ka rakhna khayalApne baba pe hokar fidaKarna haq doodh ka tum adaWarna madar ko hoga malaalMaa yeh _ _ _ _ _ _Jago amma ke dil ke sukoonTum pa nad-e-Ali dam karuRan me pehla hai teero ka jaalMaa yeh _ _ _ _ _ _Maine mana ho tashna jigarPani pina nahi maang karTashnagi chahe karde nidhaalMaa yeh _ _ _ _ _ _Naksh pa bhi zammee par na hoKhof ke bal jabee par na hoApne baba ki ban jana dhaalMaa yeh _ _ _ _ _ _Lab kamaa aur zabaa teer hoMuskurahat ki shamsheer hoMazi khayber ka ban jaye haalMaa yeh _ _ _ _ _ _ _Lorriyo me wigaa ke hunarMei sikhaou tumhein raat bharPoocho poocho koi tho sawalMaa yeh _ _ _ _ _ _ _Subhe Aashur hoga jang ka samaMaayeh bacho ki jab dengi qurbanianTum bhi maidan me karna kamalMaa yeh _ _ _ _ _ _So raho jab talak raat haiRaat bhar ki mulaqaat haiSubah jana hai dasht-e-qitalMaa yeh _ _ _ _ _ _Lorriyo me wigaa ke hunarMei sikhaou tumhein raat bharPoocho poocho koi to sawalMaa yeh _ _ _ _ _ _ _Haye Rehan Asghar ki MaaDeh ke masoom ko lorriyaRoke kehti rahi mere laalMaa yeh _ _ _ _ _ _
Maa ye kehti thi
Fatema Ladak · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.