[Hai asghar hai hai asghar] ×2[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×3Raat bhar chain use, kistarha aaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2Maa yehi sooch ke rooti thi lahu ke aansu, Sheh ne kistarha kiya hoga tere khoon se wuzoo, [Teer jab asghare] ×2 beshir ne khaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2Raat bhar chain use kistarha aaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2Kuch jalee beeghriya jhule ki utha laayee thee, Baanu jab choot ke zindaan se ghar aayee the, [Haal asghar ka youn] ×2 sughra ko sunaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2Raat bhar chain use kistarha aaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2Zindagi bhar kabhi saaye mein naa baithi madar, Kehti thi dhoop me sota hai mera noore nazar [Meri to kabr pe bhi] ×2 dhoop ka saaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2Raat bhar chain use kistarha aaya hoga[Maa ne ashgar ko jho jhule me na paaya ho gha] ×2Poochti rehti thi har ek se maa ashgar ki, Mujhko batlao bani qabr kaha asghar ki [Uski turbat pe diya] ×2 kisne jalaaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2Raat bhar chain use x2 kistarha aaya hoga[Maa ne ashgar ko jo jhule me na paaya ho gha] ×2
Maa ne asghar ko
Hassan Sadiq · 2003
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.