Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Maa bula rahi hai aa mere hussain

Hussain Ayaaz · 2008

Khaaq sai uttho merai dil kai chainMaa bula rahi hai Aa merai Hussain1) Main terai zakhmon pai marham lagaun laal merayKhullay huwai hain terai gham main dekh baal meraiHuwai hain qalb-o-jigger gham sai paayaimaal meraiYeh buka suno merai dil kai chain2) Watan ko chor kai aaya tha is jafa kai liyaiKai tu taraqta rahay dasht main wafa kai liyaiBajhay hain' fauj main taashay teri qaza kai liyaiKaisai zakhm ho merai dil kai chain3) Gahreeb maa pai koee bhi taras nahi khataHai merai haal pai noha kuna yeh KerbobalaKaleja kaat diya khanjar-e-laeen nai meraUth kai dekh lo merai dil kai chain4) Gawahi dain'gai merai haath kai paray chaalayBari hi chahat sai paala hai gai soo'on waalayGahreeb Zehra kai sun lay Hussain yeh naalayAb dilasa do merai dil kai chain5) Zaheef maa ko aisai rulao tashna dahanKhudara maa mujhay keh ker bulao tashna dahanSahay hain' zakhm jo dil per batao tashna dahanBas tum hi to ho merai dil kai chain6) Uttho kai Fatima ka hosala zara dekhoLahu lahu hai yeh Karbobala zara dekhoBehan kai sar sai giri hai rida zara dekhoUs ko thaamp lo merai dil kai chain7) Main tujh ko jalti zameen sai uthanay aayee hunTeri ghareebi pai aansoo bahanay ayee hunJo mujh pai beeth gayee woh sunayee hunDastaan suno merai dil kai chain8) Ujaar dala laeeno nai yun chaman teraBadan pai teer ya teeron pai badan teraKahan' sai laaun merai laal ab kafan teraKhaaq oaur lo merai dil kai chain9) Sukhan wari ka hunar raayai ga huwa Mazhar (?)Main Syeda ki fughan likh saka na kaaghaz perYeh noha khatam huwa hai Hasan yehi keh karKhaaq sai uttho merai dil kai chain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.