Lag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga HaiLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Koja ke Madina mein Yeh Kaun bataye bhaladasht mein jo Hogaya Kaun Suneye bhalaSughra ki Umeed ko Kaun Bachaye bhalausko kaleje se ab kaun Lagesirf Yahi khati hai kaise Bhala rehti haiRoti Hai Lamha Lamha hijra Ke Gham sehti HaiDekh Ke Roti rehti hai Quran KoGehan laga hai sughra ke arman koLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Ko - 2sirf Andhera Hi hai aas hai tanveer kiYaad Mein Roti hai woh asgare besheer kiKitni chahithi thi Woh Shah Ki Hamsheer kiAankh Mein Surat Hai Bas akbere dilgeer kiWada Nibhaana Akbar Bhool Na Jana AkbarKarbala Se Mujhko Lene Ko Aana AkbarBhoolon Mein Kaise Asgare Nadan koGehan laga hai sughra ke arman koLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman KoRaat Mein uthti hai woh Aur ashak Baati hai woBhai Mera aayega sab ko batati hai wohBeete huye din hai jo Yaad Dilaati hai wohaur Kabhi Nani ko ye kehke Bulati Hai Wohkuch toh batao Nani Aas Badao Naniaa gaya Akbar Mera Ghar Ko sajao NaniHar Ghadi takti rehti hai dalan koGehan laga hai sughra ke arman koLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman KoMaana Ke Ye Roze pe mang rahi Hai DuaNana Salamat Rahe Ho Jahan Baba Merakaifiyaate dil meri Jaanta Hai khud Khudakab se Gaye Chhod ke sab Mujhe Karbalachain nahi aata hai ghar Bhi Mujhe khata HaiKarbala se kyun kar Koi Nahi Aata HaiKaun Bataye hale Pareshan koGehan laga hai sughra ke arman koLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman KoHar Ghadi Kehti Hai Ye shah Ki wo ladliHo Gayi dhubhar Bahut Ab Tu Meri Zindagimil nahi paungi ab Baba se Shayad KabhiKis Tarah mil Payenge Saans Agar ruk GayiKehti Hai Ye ro ro kar Bad saba Itna karho sake jitni jaldi Karbala mein jakarde de ye Paigam dhehar ke Sultan koGehan laga hai sughra ke arman koLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman KoKarbobala Jis Ghadi Kaside sugrah GayaKhol Ke shabber ne jab khate sughra PadahRo pade shabber bhi Dekha Jo likha huaAye mere baba mera haal ye ab ho gayaJab Bhi Azan Hoti Hai Aankh Meri Roti haiBaba Main Mar Jaungi Der Agar hoti haibhej do Baba Mere Chacha Jaan KoGehan laga hai sughra ke arman koLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman Koqaside sughra Se Ye Shahe Huda ne KahaKaise Bataun Tujhe Mar Gaya Akbar Merahey Mere Abbas ka nehar pe shana kataAsgare besheer ko Dafan abhi hai kyakaise wo seh payegi Saber na kar PayegeMar Gaya Akbar Mera sun ke woh Mar JayegiLoota khiza ne Mere gulistan koGehan laga hai sughra ke arman koLag Gayi Barchi Akbar Zeeshan ko Gehan Laga Hai sughra Ke Arman KoHumko Sitamgar abhi khoon mein nehlayengeChadare Chin Jayenge keme bhi Jal Jayengealahlehram ab kabhi Chain Nahi PayengeAbide beemar Bhi kaid kiye JayengeKufe Ke Bazaar Mein Shyam Ke Darbar meinJayenge ahleHaram
Lag gayi barchi
Shabhi Gopalpuri · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.