Khushta shud dar karbala, Shabbir jaane mustafaLut gaye aale Muhammad (x2) thi ye zainab ki sada1. Sina-e-akbar mein barchi, keh rahi thi al-amaanZalzala sa tha zamee(n) mein, [ro raha tha asmaan] ×2Be khata kushtand zaalim, asghar-e masoom ra2. Kat gaye baazu mere abbas ke wa hasrataDi sada shabbir ko sine mein dam ghutne laga, haa(n) jo dam ghutne lagaGirya kar dand ambiya bar, marde shahe bawafa3. Nojawaa(n) akbar ke sine mein utarti barchiyaaSun rahi thi rege karbal, mawt ki bhi siskiyaa, mawt ki bhi siskiyaaSinaa zan aale Muhammad, be hayaa aa ashkiyaa4. Haaye wo baali sakina ka phuphi se tha sawaalTeer kha sakta hai kya asghar sa koi no nehaal, asghar sa koi no nehaalTishna lab saadaat hastand, marg bar ee karbala5. Dekh kar pamaal laashe, qaasim-e ibne hassanAlqama ki girya karti, saari lehre seena zan, saari lehre seena zanNojawaan bar KHaak KHuftan, GHalta(n) dar KHun akraba6. Haaye wo shaame gharibaa, aur khaymo(n) ka dhuaaGhash mein the aabid sakina le rahi thi hichkiyaa, le rahi thi hichkiyaaMajmaae aghyaar har su, be rida zainab kuja7. Zeen se ayaa zameen par jab ali ke dil ka noorBaal khole fatema ne khuld mein tadpe huzoor, haan bohot tadpe huzoorAz zameen ta arsh safdar, bood girya o buka
Kushta shud dar karbala
Imran Datoo · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.