Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kufe ka aur shaam ka manzar

Nadeem Sarwar · 1989

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Kufe ka aur shaam ka manzaryaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka aur shaam ka manzar1. Qabr pe shabbir ki karte the abid bukahogayi kya kya jafa, suniye shahe karbalasar pe kisi ke na thi chadaryaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka.....2. Ek rasan mein baandhe chote bado ke galebarsare darbar sab is tarha laaye gayekotho se barsaat the patharyaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka.....3. Kufe ke baazar mein majma-e kuffaar meinek tamasha sa tha, aale sitamgaar meinaise mein maa behne khule sarryaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka.....4. Tauq se hargiz na tha baba mera sar jhukahathkadi aur bedi ka koi mujhe gham na thadekha nahi jata tha manzaryaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka.....5. Bali sakina ka gham dil ye nahi bhooltasab ke the shaane bandhe uska bandha tha galadard se wo roti thi muztarryaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka.....6. Meri phuphi jaan thi balwe mein jo sar khulenaize se ammu mere farsh pe gir padte thehaaye chacha jaan ka safaryaad jab aajata hai baba,dil mera phat jaata hai babakufe ka.....7. Leke gaye jab hame bazm-e-sitamgaar meinsaat-sau(700) kursi nasheen baithe the darbaar meintakht pe baitha tha sitamgaryaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka.....8. Jab kiya sajjad se aake kisi ne sawaalguzra kaha par imaam aap ko zyaada malaal?kehte thay as-shaam muqarraryaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka.....9. Maqtalo tareekh bhi kar na sake haq adaalikkhe aneese hazeen girya-e abid ko kya?kahte the ye abid e muztarryaad jab aajata hai baba,dil mera phat jaata hai babakufe ka.....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.