Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kufe ka aur shaam

Ali Shanawar and Ali Jee · 2016

As-shaam, as-shaam, as-shaam..(4)yaad jab aajata hai baba..(2)dil mera phat jaata hai babakufe ka aur shaam ka manzar..(2)1. Qabr pe shabbir ke (karte the abid buka)..(2)hogaye kya kya jafa (suniye shahe karbala)..(2)sar pe kisi ke na thi chadarr..yaad jab aajata hai baba2. Ek rasan mein bandhe (chote bado'n ke gale)..(2)bar sare darbaar sab (is tarha laaye gaye)..(2)otho'n se barsate the pattharyaad jab aajata hai baba3. Tauq se hargiz na tha (baba mera sar jhuka)..(2)hath kadi aur bedi ka (koi mujhe ghum na tha)..(2)dekha nahi jaata tha manzar..yaad jab aajata hai baba4. Baali sakina ka ghum (dil ye nahi bhulta)..(2)sab ke the shaane bandhe (uska bandha tha gala)..(2)dard se woh rehti thi muztarr...yaad jab aajata hai baba5. Jab kiya sajjad se (aake kisi ne sawaal)..(2)guzra kaha par imaam (aapko zyada malaal)..(2)kehte the as-shaam muqarrar...yaad jab aajata hai baba6. Maqtal o tareekh bhi (karna sake haq adaa)..(2)likhe anees e hazee'n (girya e abid ko kya)..(2)kehte the ye abid e muztar..yaad jab aajata hai babadil mera phat jaata hai babakufe ka aur shaam ka manzar..(2)As-shaam, as-shaam, as-shaam..(4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.