Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kis Tarhan Zainab e Muztar Ne Woh Manzar Dekha

Joan Rizvi · 2019

kanpti thi yeh zameen arsh bhi thara ta thashimar shamsheer e sitam is tarhan chamkata thana haya kerta tha zalim na tars khata thaparda khaimay ka jo uth ta tha gir jata thabheray shabbir qayamat ki ghari jab ayeYa Ali kehti hui kehti hui dasht main zainab ayekis tarhan Zainab muztar na woh manzar dekhabhai k halq pa chalta hua khanjar dekhainnalillah ada ker kay chalay shah e zamanaik aik nakhs e kadam choom k roti thi behansheh nay khaimay ki taraf jab bhi palat ker dekhasun k halmin ki sada kahmioon sa nikli Zainabkoi baqi nahi shabbir ka yawar ya rabaik aik lash na zainab ko tadap ker dekhalikhnay waloon na to bus itni rawayat likheentera zarbein mazloom ki gardan pa chaleenhath zahra ka ne betay k galay per dekhadhondnay bap ko aye thi magar shimar milaguftugo kuch na hui ran main tamachoo k siwayun yateemi ka Sakina na muqaddar dekhasham waloon na kahi bar uthaya tha ussaythar thara ker sir e abbas gira naizay sakhud ko jab shah k naizay k baraber dekhadhondtay dhondtay beshaeer ko aye jo rabablash e abbas ki dekhi to kia ro k khitaabbhaiya abbas kaheen apnay aghar dekhajis tarhan zeen sa utray thay alam dar o alamchaltay naqay sa yun girnay lagay thay ahlay haramran main bikhri lashoon ko jo be sir dekhajanay sajjad na kis dil sa  woh dekha manzarayay jo bap ki tadfeen ki khatir abkarsath shabbir k soya hua akbar dekha

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.