Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Khoon Se Rangeen Hui Karbobala

Mohammad Raza Gopalpuri · 2019

Khoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala1.Wada tifli ka nibhanay ko chalayUmmat e jad ko bachanay ko chalayPyas khanjar ki bujhanay ko chalayHo ga kuch dair may sar tan se judaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala2.Noor ankhon ka jo tha rooth gayaSehra Qasim ka teray toot gayaTera Abbas tujh se choot gayaTeer shishmah e Mujahid pe chalaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala3.Baad e Shabbir ye kehta tha laeenGhar walo karna hay aaram nahiJang may foji bhi taktay hain kaheenLooto sadaat ko aur cheeno ridaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala4.Phatta tha seena jo kehti thi behenAey ghareebul watan aey tashna dehanQaid may jaati hoon bandhwa ke rasanAaon gi karnay ab chehlum may teraKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala5.Aik rassi may bandhay bara galayHaey ye zulam aur nazaon ke palayKis se shikwa karay naseeb jalayKoi pardes may apna na rahaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala6.Aag khaimo me lagi kunba lutaKurta nadan Sakina ka jalaJhoola shashmahay ka baqi na rahaAagay taqdeer may kia kia hay likhaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala7.Kaise behlaye Sakina ko behanRaat din roti hay aseer e mehanLash us ne bhi to dekhi be kafanAur teray dafan ka saman na huaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala8.Khaimo may aaj koi baat nahiAkbar o Qasim o Abbas nahiMujh ko ab bhook nahi pyas nahiTu hay be gor o kafan may beridaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala9.Dekhon kin anhkon se manzar ye akhiSar tera tasht may hay aur shaqiMarta hay lab o dandon par charriKash aa jati mujhe pehlay qazaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala10.Maoon ki goad may bachay na rahayPusht se oonton ki gir gir ke marayHam jo roey to adoo khoob hansayMurda bachon ko uthanay na diaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala11.Rotay hain jinn o malak aur basharAnkhain har ik ki hain ashkon se tarSun ke har aik ka phatta hay jigarNoha Noushad ne kuch aisa likhaKhoo se rangeen hui Karb o balaKarbala aaj bhi hay karb o bala

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.