Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karty Hain Matam Haram

Ali Yazdaan · 2011

Ho gaya marna sitam Abbas ka (x4)Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna sitam Abbas kaAata hai zakhmi alam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Haaye lab-e-nehar hua kya ghazabTeer laga mashk-e-Sakina pe jabAa gaya hontoan pe dam Abbas kaHo gaya marna sitam Abbas kaKartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Kehtay hain ro ro ke ye ahl-e-haramJaah-o-hasham sabr-o-raza-o-karamKis tarhan bhoolenge gham Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Le ke Shahenshaah-e-wafa se hayaatChoomnay kadmoan ko badhi khud furaatDekh ke jaah-o-hasham Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Shaah ke ghamkhwaar pe har aik palSheh ke azaadar pe har aik palRehta hai ab bhi karam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Phir mere Mola se na sambhla alamPaani baha ho gaya thanda alamMashk mein shayad tha dam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Ab bhi hai besheer ke maqtal ki yaadAb bhi hai baaqi Shah-e-Karbal ki yaadAb bhi hai ooncha alam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Nabz-e-Sakina to wahin ruk gayiShaah-e-Madina ki kamar jhuk gayiBaazu hua kya qalam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Ab kahan bujh paayegi dukhiya ki pyaasToot gayi baali Sakina ki aasHo gaya baazu qalam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Ashq-e-lahoo ro diya chark-e-goharRo diye besaakhta Shaah-e-ZamanDekh ke chhalni alam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…Naizay pe us qaari-e-qur’aan ke saathDaaim-e-ghamkhwaar bhi Yazdan ke saathKarta hai noha raqam Abbas kaHo gaya marna…Kartay hain matam haram Abbas kaHo gaya marna…

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.