Karbo Bala se jaraha hai karuwan Sajjad ka,Har abele se paun k qoon hai rawan SajjadKarbobala se...21) jalti Zamin paidal safar bimaari aur tauqe ghiran-2Halqa kiye chalti rahi saidaniyan Sajjad ka.Karbobala se...22) purr qwaar raahe nange paa jane safar kaise kataa-2Nouha sunaati rehgayee qud bediyan Sajjad ka.Karbobala se....23) jab bibiyun ko bay ridaa bazaar me laye aduu-2Shar mindagii se patt gayaa dil natawan Sajjad kaa.Karbobala se....24) ihle jafa ne isghadarr durre lagaye poshth par-2Afsooz hai Sara badan qoon me nihaan Sajjad ka.Karbobala se...25) galliyun me sheh re shaam kay anghanrin jabb phey k gaye-2Jalne lagaa ya Fathimaa sarr natawan Sajjad ka.Karbobala se....26) kya Ho MUJEEB ham se bayan halate qaaide shaam k,Kaise MUQARRIB se bhala ghamm ho bayan Sajjad ka.Karbobala se jaraha hai karuwan Sajjad kaaaaa....3
Karbobala se
Muqarrib Raza · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.