Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karbala yaad aagayi

Waseem Rizvi · 2015

Karbala.....8Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....2Silsila Dar Silsila Baqaida Yaad Aa GayeeAHLEBAIT (AS) E MUSTUFA (SAWW) Par Who Jafa Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee.....2Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....Haye Who SHABBIR (AS) Ke Khaime Magar Darya Se DoorAl Atash Ki Wo Sadayen Aur Aada Ka Ghurur,Aur Aada Ka GhururKhushk Honton Ke Chatakhne Ki Sada Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee.....2Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....Who SAKINA(SA) Ka Tadapna Aur Pani MangnaBaarha Ammu Se Karna Ek Shikwa Piyaas Ka,Ek Shikwa Piyas KaSamne ABBAS (AS) Ke Woh Ilteja Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee.....2Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....2Is Taraf ABBAS (AS) Ke Bazu Udhar AKBAR (AS) Ki LaashJa Baja Bikhra Hua QASIM (AS) Ka Lasha Paash Paash,QASIM (AS)Ka Lasha Paash PaashKhon Mein Doobi Zameen E Nainawa Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee.....2Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....Haye Woh Pursish Ko Jana Bawafa Ansaar KiLashen Maqtal Se Uthana Ba Wafa Ansaar Ki,Bawafa Ansaar KiHimmat E SHAH E SHAHEEDA (AS) Karbala Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee..Yaad Jab Aaye HUSAIN (AS) ASGAR (AS) Ko Dafnate HuweZer E Lab Bête Se Kuch Irshaad Farmate Huwe, Irshaad Farmate HuweRo Diye Ahle Aza Ek Mamta Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee.....2Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....Aag Ke Sho'lon Mein Woh SHABBAIR (AS) Ke Khaime TamamBe Rida SAIDANIYAN (SA) Ma'asoom Bachche Ik Imam (AS),Ma'asoom Bachche Ik IMAM (As)Kalma Goyon Ki Jafa Ba'ade Jafa Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee.....2Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....Haye Who Sham E Ghareeban Aur Woh Manzar HilalRakh Par Khaimon Ki Who Aulad E PAIGAMBAR (SAWW) Hilal,Aulad E Paighambar HilalJab Dhhala Suraj Hamen Be Sahkta Yaad Aa GayeeKarbala Yaad Aa Gayee.....2Aa Gaye Aankhon Mein Aansu.....2..... Karbala Yaad Aagayee.....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.